Q12. Momin Kitni Kism (Types) Ke Hain?

Q12) Momin Kitni Kism (Types) Ke Hain?
Ans: Momin 2 Kism Ke Hain.
1) Momin E Saleh
2) Momin E Fasik

1) Momin E Saleh Woh Musalman Hain Jo Dil Ki Tasdeeq Aur Zaban Ke Iqrar Ke Saat Saat Shariat Ke Ahkam Ka Paband Bhi Hon. Khuda O Rasool Ki Itaat Karta Ho, Shariat Ke Khilaaf Naa Karta Hain.

2) Momin E Fasik Woh Hain Jo Ahkam E Shariat Ki Tasdeeq Aur Iqrar To Karta Ho, Magar Uska Amal In Ahkam Ke Bar-khilaaf Hon, Jaise Woh Musalman Jo Namaz Roze Ko Farz To Jante Hai Magar Ada Nahi Karte.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *