Eid Milad Un Nabi Ke Din Jhande (Flags) Lagana – Hadith

Shaitani Sawal:
Eid Milad Un Nabi (Sallallahu Alaihe Va Sallam) Par Galiyo Mey Jhandey Kyu Lagaye Jaatey Hai ?

Jawab:
Ye Jhandey Lagana Jibrail (Alaihis Salam) Ki Sunnat Hai. Nabi E Pak (Sallallahu Alaihe Va Sallam) Ki Wiladat Ke Waqt Hazrat Jibrail (Alaihis Salam) Ne Kaaba Ki Chat Aur Mashriq V Maghrib Mey Jhandey Lagaye Aur Nabi E Pak (Sallallahu Alaihe Va Sallam) Ki Aamad Par Is Ranga Rang Baharo Ka Ehtemam Allah Taala Ki Taraf Se Tha.

[ Al Bidaya Wal Nihaya, Jild 06, Page 299 ]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *