Question:
Mayyat (Dead Body) Per Kaseer Namaz aur Roze Baki The Aur Isne Fidya Dene Ki Wasiyat Bhi Ki Thi, Ab Agar Iska Poora Tarka Hi Fidya Mein Chala Jaye To Fidya Ada Kiya Jayega Ya Wursa ka Haq Bhi Isme Shamil Hoga?
Answer:
Wasiyat Tehai Maal Mein Jaari Hoti Hai. Lihaza Tehai Maal Tak To Fidya Nikalna Wajib Hai, Albatta Fidye Ki Jo Raqam Baki Reh Gai Hai Iska Hukm Yeh Hoga Ke Agar Wursa Apna Hissa Chorne Per Raazi Hai To Pore Tarka Se Fidya Ada Karen, Aur Agar Wursa Mutalaba Kar Rahen Hai To Baki Maal Wursa Mein Sharai Hisaab Se Taqseem Kiya http://companyofangels.co.uk/tag/cheap-cialis-online.php Jayega.
Answered By Mufti Abubaker Siddiq Ash-shazli Sahab