Kya Ramzan Mein Apni Maut Ki Dua Mangna Jayez Hai?

Question:
Kya Ramzan Ul Mubarak Mein Apni Maut Ki Dua Mangna Jayez Hai?

Answer:
Mah E Ramzan Ul Mubarak Ek Mubarak Mahina Hai Aur Is Mein Marne Wale Ke Hisaab O Kitaab Mein Bhi Allah Tala Ahsaani Farmata Hai. Lihaza Is Tarha Yeh Dua Ki Jaa Sakti Hai Ke Ya Allah Agar To Mujhe Maut De To Ramzan Ke Mahine Mein De.

Answered By Mufti AbuBaker Siddiq Ash-Shazli

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *