Q16. Kaafir Ko Kaafir Keh Sakte Hai Ya Nahi?
Ans. Musalman Ko Musalman Aur Kaafir Ko Kaafir Janna Zarooriyat E Deen Se Hain Agar Che Kisi Khaas Shakhs Ki Nisbat Us Waqt Tak Yeh Yakeen Se Nahi Kaha Jaa Sakta Ke Us Ka Khatma Emaan Per Ya Maz Allah Kufr Per Hua Jab Tak Ke Us Ke Khatme Ka Haal Jalil E Shayrai Se Sabit Naa Ho Lihaza Yeh Kehna Ke Kaafir Ko Kaafir Naa Kaho Ke Pata Nahi Ke Kab Musalman Ho Jaye, Bilkul Galat Hoga Lihaza Musalman Ko Musalman Aur Kaafir Ko Kaafir Kehna Aur Manna Zaroori Hain.
Kanzul Islam
Sharing Knowledge In Light Of Quran o Ahadees