QUR’AN KA 5 KISMAO PER UTARNA

Riwayat Hai Hazrat Abu Huraira (Radiallahu Anhu) Se Farmate Hai Farmaya Rasool’Allah Sallallahu’Alaihi’Wa’Sallam Ne Ke Qur’an 5 (Paanch) Kismao Per Utra. “Halal, Haram, Mahakum, Mutashabe Aur Misaalein” Lihaza Halal Ko Halal Jaano Aur Haram Ko Haram Jaano, Mahakum Per Amal Karo Aur Mutashabe Per Iman Lao, Misalao Per Ibrat Pakdo.

Ye Mazaeb Ke Alfaaz Hai Aur Behqi Ne Shaab Al’Iman Me Riwayat Kiya Jis Ki Ibarat You Hai Ke Halal Per Amal Karo Aur Haram Se Bacho Aur Mahakum Ki Itteba Karo.

(Miratul Manaji Jild 1, Safa 172 Sharah Mishkaat Al Mazabih)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *