Neki Ka Hukm Aur Burai Se Rukhne Ka Hukm Dena – Hadees

Hazrat Anas Raddi Allahu Anhu Ne Pocha Ya Rasol Allah Sallalahu Alaihi Wasalam, Kia Hum Neki Ka Hukum Us Waqt Tak Na Karain Jab Tak Khud Amal Na Karain Aor Buraiyon Se Mana Na Karain Jab Tak Khud Buraiyon Se Na Bachain, Aap (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ne Farmaya Nahi Bal Ke Tum Neki Ka Hukum Do Agarchay Tum Khud Un Sab Ke Paband Na Ho Aor Buraiyon Se Mana Karo Agarchay Tum Khud Un Sab Se Na Bach Rahay Ho.

[ Ousat Tibrani, Hadees 6628, Jild 6, Page364 ]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *