Knowledge of Unseen (Ilm e Ghaib) – Hadith

Hazrat Abdullah Ibne Umar Radi-allahu-ta’aala-anhu Farmate Hain Ki Karkara Naam Ka Ek Shaks Huzoor Sallallahu-ta’aala-alaihi-wasallam Ke Asbaab Ki Hifazat Per Mu-aiyyan Tha, Jab Iska Intekaal Hua To Huzoor Sallallahu-ta’aala-alaihi-wasallam Ne Irshad Farmaya Yeh Jahannami Hain! Log Iski Wajah Talash Karne Lage To Iske Samaan May Ek Iba Payi Jo Usne Maal-a-ganimat Se Chura Ke Rakh Li Thi!

Yani Aapne Yeh Bhi Jaan Liya Ki Wo Jahannam May Hain Aur Yeh Bhi Ki Wo Jahannam May Kyon Hain Aur Kapda Usne Maal-a-ganimat Se Churaya Tha,
Gaib Jaanne Wale Nabi Se Wo Chupa Hua Na Tha!

[ Bukhari Jild-1, Page -432 ]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *