Hadees – Zikr-e-ilahi Se Din Ki Shuruwaat

Riwayat Hai Hazrat Salman Se Farmate hai Ke May Ne Rasool’Allah Sallallahu’Alaihi’Wa’Sallam Ko Farmate Suna Ke Jo Fajar Ki Namaz Ki Taraf Gaya Wo Iman Ka Jhanda Le Gaya Aur Jo Sawere Hi Bazar Ki Taraf Gaya Wo Shaitan Ka Jhanda Le Gaya.

(Riwayah Ibne Majah, Miratul Manaji Jild 1, Safa 386)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *