Al Islam Urdu Questions Answers (Quran & Hadith) By Mufti Abu Bakr Siddique Sahab
Al Islam Urdu Questions Answers (Quran & Hadith) By Mufti Abu Bakr Siddique Sahab
31 Comments
Al Islam Urdu Questions Answers (Quran & Hadith) By Mufti Abu Bakr Siddique Sahab
sirf mohd naam rakh sakte hai
Jee Haan, Sirf “Muhammad” Naam Rakha Jaa Sakta Hain. Lekin Sirf “MOHD” Likhna, Haram Hain.
Asslam o Alaikum:
Mera aik question ha k kya female ghayr mehram k samne Namaz Prh skti ha? Uski Namaz ho jaye gi?
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu,
Munasib Hai Ke Elahda Peray Aur Agr Jaga Na Ho Tu Phr Wheen Per Namaz Ada Ker, Adaigi Mein Farq Nahi Aye Ga.
mufti sahab, main 1 office main 4 sal sy kam kar raha ho, 1din mera jagra howa office main dusry mazdur sy to ghusy main talaq kia 2 dafa k main is office main kam nahi karonga or main chala giya , bad main mera malik agiya or us ny kaha ap ny mazdur ky sat jagra kia to mera office q chora raha hai,
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Link Per Send Kijiye – http://www.kanzulislam.com/ask-question/
Jab koi shakhs kisi galat kam sy toba kare awar phir wo is kam ko kary tu is ka anjaam kya hy
Usse Chahiye Ke Woh Phir Tauba Karen. Aur Dobara Us Gunah Ho Karne Se Baaz Aa Jayen.
aslamalikum mufti saha mujhey ak sawal pucha hai but plz ap jaldi reply deye ga mere hath se quran sharif hath se choot gaya or mujhse bht bara gunnah hogaya hai to iska kufra nikalo ya hadiya nikalo ya koi tabeeh parho? or mujhey apse ak question or krna hai apney bussines or zaquat se releated thora personal hai tou ap apni email id dedein me email per puchungi but plz ap is ka jawab zaror dein
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Link Per Send Kijiye. ==> http://www.kanzulislam.com/ask-question/
Assalam o Alikum
kya khawateen tableeeg m daras de skti hain..par jahan tak m n suna hai ghair mard ko awax nahi ane chaye kisi b khatoon ki…
rahnumae farmae..
jaxakallah e khair
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
Assalam o alikum
Q: Mera naam tahreem hai r mera sawal ye hai k kya ye naam rkhna theak ha
q k kahin is k meaning Hurmat wali or Kahin haram qarar dena k hain .
Plz apmjhe bta dein k mjhe apna naam change krna chahye?
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
Asalamalukum
Mera sawal yeh.hai ki kya maa ki property pae betiyou ( ladkiya) ka haq ha ya sirf betu pae hai agar betiyou ka haq hai tu kitna hai.
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
Dosra sawal yeh hai ki meri ammi divorced hai ek
Beta hai apna ghar b nhi hai meri.shadi bohut dhoor hovi hai kya mai.apne.zakaat k paise apni ammi ko.dey sakte hun ya nhi
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
کیا حضور اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے معراج کی رات اللہ تعالی سے بعینہ ملاقات کیا؟ براہ کرم قرآن و حدیث کے حوالہ سے جواب دیں
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
aoa mufti shab app meri madaa kar dain ka meri divorce hooi hae aur bari mushkil sa aik jagaa baat ke hae koi assi dua bataa dain jis sa yea loog razi hoo jain aur meri shaadi hoo jae aur doosar yea ka main yea dua menstruation time pa bhi phara sakti hoon.thanku
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
assalam o alikum agar imam namaz parha raha ho aur hamari ek rakaat reh jaye to jab imam salam pher day to hamari jo rakaat reh gai woh mukammal kernay k liye hum jab kharay hongay to kya hum SANAA,TAOOZ AUR TASMIA
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
Assalam alaikum allama sahib Mera aek sawaal hai ap se ke Tobah ka sahee tariqa kya hai? Jaldi jawaab den
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Id Per Send Kijiye – Kanzulislam.official@gmail.com
assalam o alikum sir man aik govt servent hun our rozana 92 km travel karta hun (one side) kia mary liay roza rakhna thek hy ya nai
Walekum Asalam Wa Rehmat Ullahi Wa Barkatuhu
Apne Sawalat Is Link Per Send Kijiye – http://www.kanzulislam.com/ask-question/
Sir ma ne ye puchna hai k…
Kia prize boand sy hasil shuda raqam jaiz ha ya najaiz…??
Pleas mje jald answer dijey ga..ahadis r quran ki madad sy…kindly…im waiting…?
Apne Sawalat Is Link Per Send Kijiye – http://www.kanzulislam.com/ask-question/
Assalam O Alaikum!
Mera sawaal h k Ap (S.A.W) ki koi hadees bata dain jis main unhon ne Namaz e Taraveeh jamat k sath parhne ka hukum dia ho..