Roza Todney Ka Kaffarah

Question:
Roza Todney Ka Kaffarah

Answer:
Agar Kisi Wajah Sey Ramazan Ka Yah Koi Dusra Roza Toot Gya To Is Rozey Ki Kaza Lazim Hey Lekin Bila Uzr Ramazan Ka Roza Qasadan Khaa Pii Kar Ya Jim’aa Kar Key Tood Dalney Sey Qazakey Sath Kaffaarah Ada Karna Bhi Wajib Hey Roza Toodh Dalny Ka Kafarrah Yeh Hey Key Lagatar Sathh (60) Rozay Rakhy Or Agar Is Ki Taqat Na Ho To Saath Miskeen Ko Do Din Do Waqt Pait Bhar Kar Khana Kha Ley Kaffara Mein Roza Rakhney Ki Surat Mein Laga Taar Sath(60) Roza Rakhna Zaroori Hein Agar Darmiyan Mein Aik 1 Din Ka Bhi Roza Chhoot Gya To Phir Sy Sathh (60) Roze Rakhaney Padengay.

Written By Mufti Haider Ali Qadri Sahab

For More – www.kanzulislam.com

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *