Insaan Ki Maut Ka Mukhaam – Hadees

Riwayat Hai Matar Ibne Ukamis Se Farmate Hai Farmaya Rasool’Allah Sallallahu Alaihi’Wa’Sallam Ne Ke Jab ALLAH Tala Kisi Bande Ke Mutalliq Zameen Me Marne Ka Faisla Farmadeta Hai To Is Ke Liye Wahan Zaruri Kaam Dal Deta Hai.

(Riwayah Ahmad Wa Tirmizi, Miratul Manaji, Sharah Mishkaatul Masabih Jild 1, Safa 115)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *