Hazrat Hasan Basri Rehmatullahi Alaihi Ka Qaul

Aap Ne Farmaya Ke Taqwe Ke 3 Madarij Hai.

1. Gaiz Wa Gazab Ke Aalam Me Such Baat Kehna,

2. In Ashya Se Ahteraaz Karna Jin Se Allah Tala Ne Ijtinaab Ka Hukm Diya Hai

3. Ahkam-e-ILahi Per Razi Barza Hona

Aur Khaleel Taqwa Bhi Eak Hazaar Baras Ke Soum (Yaani Roze) Wa Salah (Namaz) Se Afzal Hai Kyunke Aamal Me Sub Se Behtareen Amal Fikr Wa Taqwa Hai.

(Tazkiratul Awliya Safa 24)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *