Hadees (Makhlooq Ki Taqdeer Ka Likha Jana)

Riwayat Hai Abu Al’Darda’a Se Farmate Hai Farmaya Rasool’Allah Sallallahu’Alaihi’Wa’Sallam Ne Ke Yaqinan Allah Tala Apni Makhlooq Me Har Bande Ke Mutalliq 5 Cheezao Se Fariq Ho Chuka Hai.

Is Ki Mout Se
Is Ke Amal Se
Har Harkat wa Sukoon Se
Aur Is Ke Rizq Se.

(Riwayatul Ahmed, Miratul Manaji Jild 1, Safa 116)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *