Aqidah – Buniyaadi Malumaat

Huzoor Sallallahu’Alaihi’Wa’Sallam Ke Kisi Qaul Wa Fail Wa Amal Wa Halat Ko Jo Hiqarat Ki Nazar Se Dekhe – Ya Aap Ki Shaan Me Koi Adna Se Gustakhi Ya Tao’heen Wa Be’Adabi Kare.

Ya Aap Ko Jhutlaye Ya Aap Ke Kalam Me Shak Kare – Ya Aap Me Koi Aeb Nikale – Ya Aap Ki Kisi Sunnat Ko Bura Samjhe Ya Mazaq Udaye Wo Islam Se Kharij Wa Kafir Hai.

(Aalamgiri Wa Shaf’aa Shareef, Jannati Zewar 125)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *