Aetikaaf Ka Bayan (Part 1)

Ibadat Ki Niyyat Se Allah Tala Ke Liye Masjid Me Thaherne Ka Naam Aetikaaf Hai – Aetikaaf Ki 3 Khismein hai – Avval Aetikaaf Wajjib – Dusre Aetikaaf Sunnat – Teesra Aetikaaf Mustahab.

AETIKAAF WAJJIB – Jaise Kisi Ne Mannat Mani Ke Mera Fulan Kaam Ho Jaye To May Eak Din Ya 2 Din Ka Aetikaaf Karunga Aur is Ka Kaam Ho Gaya – To Ye Aetikaaf Wajjib Hai

Aur Is Ka Pura Karna Zaruri Hai – Yaad Rakhiye Ke Aetikaat Wajjib Ke Liye Rozah Shart Hai – Bagair Rozah Ke Aetikaaf Wajjib Sahih Nahi.

(Durre Mukhtar Jild 2, Safa 129:130, Jannati Zewar 243)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *