•» EAK AYAAT KI TAFSEER «•

•» EAK AYAAT KI TAFSEER «•
*******************************

Shaikh Mohaq’qiq Abdul’Haq Mohaddis Dahelwi Alaihi Al’Rehmatullah Aap (Shaikh Abdul Khader Jilani Rehmatullahi Alaihi) Ki Ilmi Kamalaat Ke Mutalluq Eak Riwayat Naqal Karte Hai Ke Eak Roz Kisi Qaari Ne Aap Ki Majlis Shareef Me Qur’an Majeed Ki Eak Ayaat Tilwat Ki.

To Aap Ne Is Ayaat Ki Tafseer Me Pehli Eak Maene Phir Dusre Is Ke Baad Teesre Maene Yahaan Tak Ke Hazireen Ke Ilm Ke Mutabiq Aap Ne Is Ayaat Ke 11 Maene Bayan Farmae.

Digar Wujuhaat Bayan Farmayein Jin Ki Tadaad 40 Thi – Aur Har Wajhe Ki Taeed Me Dalail Qatiye Bayan Farmae – Har Maene Ke Sath Sanad Bayan Farmayi – Aap Ke Ilmi Dalael Ki Tafseel Se Sub Hazireen Mutajjub Hue.

(Akhbaar Al’Iqyaar Farsi Safa, 16,17, Qalayed Al’Jawahir, Safa 38)
(Seerat Ghoul-e-Paak Radiallahu Tala Anhu, Safa 64)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *