Istikhara Kya Hai?
Istikhara Ka Lafzi Matlab Hai Ke Allah Se Khair Talab Kerna.

Istikhara Karne/karwane Ka Maqsad?
Koi Bhi Naik Kam Kernay Ka Irada Ho Tu Us Se Pehlay Istkhara Is Niyat Se Kiya Jata Hai Ke Allah Meri Madad Farmye Ke Ye Kaam Meray Liye Behter Hai Ya Nahi, Na Ke Yeh Janna Ke Humari Shadi Kab Hogi Ya Aap Imtehaan Mein Pass Honge Ya Nahi. Istkhara Sirf Kisi Naik Kaam Ke Kernay Se Pehlay Allah Se Madad Talb Kerna Hai Ke Wo Hum Pe Askhar Ker De Ke Mere Haq Mein Ye Kaam Kerna Behter Hoga Ya Nahi, Ek Zaroori Baat Zehn Nasheen Rakhain Ke Istkhara Se Jo Ilm Hasil Hota Hai, Wo Zanni Hota Hai Na Ke Qatayie (Accurate/Exact), Yani Istkhara Kerne Mein Agar Kisi Kaam Ka Na Karna Behtr Maloom Ho Raha Ho, Tu Zaroori Nahi Ke Us Kaam Ke Kernay Se Nuqsan Ho Ga, Qatayie Ilm ALLAH Ko Hi Hai, Wa Allah Ho Alam!

Due to bulk of emails receive for Istikhara, you may get your answers late. Please be patient.

    Your Name (required)

    Mother's Name (required)

    Time in your watch

    Gender (required)

    Age(required)

    Your Email (required)

    Profession (required)

    Country (required)

    City (required)

    Subject(required)

    Your Problem/Question(required)