Kya Nabalig Ko Zakat Di Jaa Sakti Hai?

Question:
Kya Nabalig Ko Zakat Di Jaa Sakti Hai?

Answer:
Agar Nabalig Ke Walid Gani Hain Tab To Nahi Di Jaa Sakti Kyun Ke Nabalig Ulad Walid Ke Hukm Mein Hoti Hai. Agar Walid Gani Hen To Nabalig Ko Bhi Gani Tasawwur Kiya Jayega Aur Agar Walid Sharai Faqeer Hain To Nabalig Bhi Sharai Faqeer Tasawur Kiya Jayega. Lihaza Nabalig Ke Walid Sharai Faqeer Hain To Nabalig Ko Zakat Di Jaa Sakti Hai.

Answered By Mufti Abubaker Siddiq Ash-shazli

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *