Q5) Kadim Kisse Kehte Hain Aur ALLAH Ki Zaat Ke Siwa Kaun Kaun Si Cheeze Kadim Hain?
Ans. Kadim Woh Jo Humesha Se Ho Aur Azali Ke Bhi Yehi Meaning Hain. Aur Jis Tarha Allah Ki Zaat Kadim, Azali Aur Abadi Hain Issi Tarha Uski Sifaat Bhi Kadim, Azli Aur Abadi Aur Zaat O Sifaat Ke Siwa Sab Cheezen Haaadis Hain. Jo Aalam Mein Kisi Cheez Ko Kadim Maane Woh Kaafir O Mushrik Hain. (haaadis Woh Shayy (cheez) Hoti Hain Jo Pehle Naa Ho Aur Phir Kisi Ke Paida Karne Se Ho Isi Ko Mumkin Bhi Kehte Hai.
Kanzul Islam
Sharing Knowledge In Light Of Quran o Ahadees