Q18. Zarooriyat E Deen Ka Kya Matlab Hain?

Q18. Zarooriyat E Deen Ka Kya Matlab Hain?
Ans. Zarooriyat E Deen, Woh Deeni Masail Hain Ke Jin Ke Baare Mein Har Khaas O Aam Janta Ho Ke Inhe Huzoor Sallalahu Alaihi Wasalam Apne Rab Ke Pass Se Laayen Jaise,
1) Allah Ki Wahadaniyat
2) Ambiya Ki Muhabbat
3) Jannat Aur Dozakh
4) Ashar Aur Nashar, Etc.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *