Hamila Gae (Cow) Ki Qurbani Ka Hukm

Masla:
Koi Bqara Eid Pr Qurban Karne Ke Liye Hamila Gae (Cow) Laya Phir Iss Ka Bacha Bhi Eid Se Pehly Hi Paida Ho Gaya Lekin Iss Ne Bacha Ko Qurban Na Kiya Ab Iss Bacha Ka Kiya Kia Jae? Kia Agle Saal Qurban Kar Sakte Hen?

Jawab:
Shari Hukm To Ye Hai Ke Iss Bacha Ko Bhi Maa eK Sath Hi Zibah Karna Tha Lakin Agar Nahi Kia To Ab Agly Saal Qurbani Nahi Kar Sakty, Issy Sadqa Karna Hoga Or Jitni Jaldi Ho Sake Sadqa Kar Den, Agle Saal Ka Intezaar Na Karen Or Kisi Sharai Faqeer Ko De Den.

Answered By Mufti AbuBaker Siddiq Ash-Shazli Sahab

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *