Rasool’Allah Ki Talaash – Qayamat – Shafa'at

Hazrat Anas Bin Malik Radiallahu Anhu Apne Walid Girami Se Bayan Karte Hai Ke May Ne Arz Kiya Ya Rasool’Allah Roz-e-Qayamat Mer Shafa’at Farmayenge Aap Ne Shafaqat Wa Karam Farmate Hue Farmaya May Shafa’at Karunga.

May Ne Arz Kiya Ya Rasool’Allah Sallallahu’Alaihi’Wa’Sallam – May Aap Ko Kahan Talash Karu ?
Farmaya – Sub Se Pehle Mujhe Pul Sarat Per Talash Karna,

May Ne Arz Kiya Agar Wahan Mulaqat Na Ho To,
Farmaya – Mujhe Mukham Meezan Per Talash Karna,

Arz Kiya Aaqa Agar Wahan Mulaqat Na Ho To,
Farmaya – Mujhe Hauz-e-Kausar Per Milna May 3 Mukhamaat Per Hi Rahunga.

(Al’Tirmizi Jild 2, Safa 79, Malumaat-e-Sahaba 146,147)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *