Mafhum-e-Hadees:
Jabir Bin Abdullah Radi Allahu Anhuma Se Rivayat Hai Ki Rasool Allah Sallallhu-alaihi-wasallam Ne Farmaya Ki Jo Shaksh Adhan Sunkar Ye Kahe Allahumma Rabba Hadhihi-d-dawatit-tammaa Was-salatil Qaimah, Aati Muhammadan Al-wasilata Wal-fazilah, Wabaathhu Maqaman Mahmudan-il-ladhi Waadtah.
Usey Qayamat Ke Din Meri Shafaat Milegi
Tarjumah: Eh Mere Allah Jo Is Sari Pukar Ka Rab Hai, Aur Qayam Rahney Wali Namaz Ka Bhi Rab Hai , Muhammad Sallallahu-alaihi-wasallam Ko Qayamat Ke Din Waseela Ata Farma, Aur Maqam E Mahmood Par Unka Qayam Farma, Jiska Tuney Unsey Wada Kiya Hai.
[ Sahih Bukhari, Vol 1, Hadees No. 614 ]
For More => www.facebook.com/kanzulislam.official