Qayamat Ke Roz Namaz Ka Hisaab – Hadees

Hazrat Tameem Dari Radi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Ki Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Bandey Se Qayamat Ke Roz Sabse Pahley Namaz Ka Hisab Hoga Agar Uski Namazein Puri Hongi To Uskey Nawafil Alag Se Likh Diye Jayengey Aur Agar Usney Namazein Puri Nahi Ki Hongi To Allah Taala Apney Farishton Se Farmayega Dekho Kya Mere Bandey Ke Pass Nawafil Hain? To Un Nawafil Ke Zariye Jo Faraaeez Usney Zaya Kar Diye Unki Takmeel Kar Do Phir Baqi Aamal Ka Hisab Bhi Isi Tarah Hoga.

[ Sunan Ibn Majah, Volume 1, Hadees No. 1426 – Sahih ]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *